Google Penguin 4.0 update in Hindi September 23rd 2016 | SEO Update in Hindi
Googleke dawara officially tor Penguin 4.0 update hua hai , jo lagbhag 2 sal bad aaya hai.
Yah core algorithm ka part ban sakta hai.
Jo sites Google Penguinse penalized hue hai baha October 18th 2016 tak recover ho sakti hai .
Google Penguin 4.0ab sabhi languages ke liye aane bala hai .
Abyeh update real time me operate hoga .
Newkya hai Penguin 4.0 Update me
Penguin is now real-time : Penguin ab real time me process karega , ab aap ko jayada intjar karne ki koi jarurat nahi hai. Penguin ab instantly punish and penalize karega aap ki website ko yadi bah aap ki site ko uske scamming system me pata hai. Isme aapko kiye gaye changes jaldi dekhne ko milenge.
Yeh real-time Penguin update puri tarah se live nahi hua hai abhi , abi yah rolling out hai . 1 Week me ho sakta hai.
Yaha se aap read kar sakte hai Google Penguin update.
Jo sites Google Penguin
Google Penguin 4.0
Ab
New
More Granular
Google Penguin ho sakta ab whole site ko affects nahi karega , baha specific pages ya keyword group ko effect karga . Isse organic rankings kafi affect hogi .
https://webmasters.googleblog.com/2016/09/penguin-is-now-part-of-our-core.html
No comments:
Post a Comment